Top 5 Free Antivirus
|

Top 5 Free Antivirus 2021

In this article ma ap ko bataunga 5 free antivirus ke bare mein jo aapko mukhtalif viruses se bachate Hain. Main sab ko ek sath nahin likh sakta tha isliye maine ek list banai hai sabse pahle aapko 5 number wala per milega uske bad mein ek ek karke bataunga. Ine sab ke free or paid version donon hai.

Hum free or paid antivirus kyon use Karna chahie

Jo free antivirus hote Hain vah aapko bahut kam security from karte Hain. Agar aapke computer mein koi important data nahin hai. To aap apne computer mein free antivirus ko use kar sakte hain. Agar aapke computer mein bahut hi jyada important data hai aap usko Virus ki vajah se khona nahin chahte. to aap apne computer mein paid anti-virus ko use Karen. Kyunki aapke computer ka bahut jyada security from karte Hain. Ab main aapko ek ek karke free anti-virus ke bare mein batata hun.

ADVERTISEMENT

List of Free Antivirus

  1. Kaspersky
  2. AVG
  3. Avast
  4.  Avira
  5. BitDefender

5: Kaspersky

Is list ka 5 number per hai Kaspersky ka free version. Jab aap kaspersky ko apne computer mein install karte hain to yah aapko ek mukammal suite deta hai. For example parental control, browser VPN aur VPS ke security chahte Hain. To ap is anti-virus ko apne computer mein use kar sakte hain isase aapko 10 or products milte Hain. Isliye main usko complete suite kaha hai. Iska interface pahle ki tarah ka hai. Bilkul change nahin hua. Iska free aur paid version market mean hai.

4: AVG

AVG or Avast donon takriban ek jaise Hain. Ine donon ka interface per hai ki jaisa hai. Aapka batata chalein ke AVG mein gaming silent mode hai. Agar aapke man hai to aap ke liye yah antivirus bahut hi achcha hai. Jab aap is mode ko on kar dete Hain. To aap apne computer mein game khelte Hain aapke computer mein virus aaega to vah isko ok rahega jab tak aap ko jakar biji ko check nahin karte. Agar aap aur koi anti-virus use kar rahe hain to aapke computer mein virus aata hai to uska ek pop-up message aata hai. jiski vajah se aapki game band ho jaate Hain. Aur aapka computer hang hona shuru ho jata hai. Agar aapko apni kimat disturb ka nahin chahie to aap is antivirus ko use kar sakte hain. Iska free aur paid donon version market mein mil jaate Hain.

3: Avast

Teesra number Avast antivirus aata hai. Iska database sabse bada database hai. Jitne bhi log new computer use karte hain. Vah apne computer mein Avast antivirus use karte hain. Ham main se be takriban har kisi ne Avast antivirus ko use Kiya hoga. Avast antivirus is user-friendly. Ismein aap kisi bhi ek drive ko select karke scan kar sakte hain. Iska interface bahut jyada easy hai. Anti-virus easily apke computer mein install ho jata hai. Avast antivirus sabse jaldi update hota rahata hai. Maine aap ko jaise pahle bataya hai kiska database sabse bada hai. Market mein jab bhi Koi naya virus aata hai to watch anti-virus wale sabse pahle usko detect kar lete hain aur aapane software update mein daal dete hain aise aap ka computer safe rahata hai.

ADVERTISEMENT

2: Avira

Avira Antivirus dusre antivirus ki tarah kaam karta hai. Iske sath avira Antivirus VPN aur browser per bhi najar rakhta hai. Ke vahan se Koi virus hamare computer mein na a jaaye. Is ma cloud services be hai. Ap ek license ke sath computer mobile ko connect kar sakte hain. Agar aapke computer mein koi virus a jata hai to Avira antivirus wale aap ke mobile per message karke bataenge kya aapke computer mein virus a chuka hai. Aap apne mobile ki madad se apne computer se virus khatm kar sakte hain. Avira Antivirus wala aapko daily ki report bhi bhejte rahte hain. Iska free aur paid donon version hai.

1: Bitdefender

Bitdefender Romania company ka antivirus. Iska free aur paid donon version hai. Yah aapko spyware Trojan aur dusre antiviruses swachhata en. Yeah board is lightweight antivirus. Jab jaaye aapke PC ya laptop per chalta hai to Koi showroom hi nahin karta aur na hi aapke PC ya laptop ko hang nahi karta hai. Isliye yah aata hai pahle number per.

ADVERTISEMENT
ADVERTISEMENT

Similar Posts

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *